Kon tha apna kispe inayat karte, Hamari to hasrat ...

Shayari Wishes

By Æzaz Ahmad | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Kon tha apna kispe inayat karte,
Hamari to hasrat rahi vo bhi mohabbat karte,
Unhone samjha hi nahi mujhe kisi kabil,
Warna unse pyar nahi unki ibadat karte.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares