1 parinde ka dard bhara afsana tha, tute pank ...

Shayari Wishes

By Rewat Rathore | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
1 parinde ka dard bhara afsana tha, tute pankh se udte hue jana tha, tufaan to jhel gya par hua ek afsos tha, wahi daal tuti jis par uska asiyana tha.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares