Ye arzu nahi ke kisi ko bhulaye hum, Na tamana hai ...

Shayari Wishes

By Manan Joshi | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Ye arzu nahi ke kisi ko bhulaye hum,
Na tamana hai kisi ko rulaye hum Par dua hai us rab se ek hi,
Jisko jitna yad karte hai usko utna yad aye hum..!!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares