apna woh nahin jo paas aa gaya, paraya woh nahin ...

Shayari Wishes

By KULDEEP RAWAT | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
apna woh nahin jo paas aa gaya,


paraya woh nahin jo door chala gaya,


aane jaane se nahin bante apne paraye,

apna woh jo Dil mein sama gaya.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares