Khwabo ke mahal me kalpana ka vaas hai abhi baki m ...

Shayari Wishes

By KULDEEP RAWAT | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Khwabo ke mahal me kalpana ka vaas hai
abhi baki meri chand saans hai
shayad tumhare aane ki koi gunjaish nahi
par tum se milne ki ab bhi aas hai
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares