Woh bewafa nikli toh kya hua kuch dino ka toh saat ...

Shayari Wishes

By Sarif Khan | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Woh bewafa nikli toh kya hua
kuch dino ka toh saath nibhaya tha

Tadapta hua chhod gayi toh kya gilla
Tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares