Mat khol merey makaan k udass darwazay, Hawa ka s ...

Shayari Wishes

By meghana Chaudhary | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Mat khol merey makaan k udass darwazay,

Hawa ka shor meri uljhanen bharrha de ga,

Me khoob waqif hoon apany dost ki fitrat se,

Woh jab de ga dard to rula de ga.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares