?Tanhaiyo K shehar mai ek ghar bana liya. Ruswaiyo ...

Shayari Wishes

By MAMMU. | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
?Tanhaiyo K shehar mai ek ghar bana liya.
Ruswaiyo Ko apna mukader bana liya.
Dekha hai yaha pathar ko pujte hai log.
Bas isliye apne dil ko pathar bana liya.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares