jise chaha kaash wo hamara hota, meri khwaish ka b ...

Shayari Wishes

By deepika arora | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
jise chaha kaash wo hamara hota,
meri khwaish ka bhi koi kinara hota,
ye soch kar maine usko roka nahi,
dur hi kyu jata agar wo hamara hota
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares