Haskar jina dastur hai zindagi ka, Ek yahi kissa m ...

Shayari Wishes

By deepika arora | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Haskar jina dastur hai zindagi ka,
Ek yahi kissa mashur hai zindagi ka..
Beete hue pal kabhi laut kar nahi aate,
yahi sabse bada kasur hai zindagi ka....
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares