Humari khamoshi humari aahat hai; humari aankhe hu ...

Shayari Wishes

By Ayesha Verma | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Humari khamoshi humari aahat hai;
humari aankhe humari chahat hai;
humari zindagi jo itni khubsurat hai;
uski wajah toh bas aapki muskurahat hai!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares