Muskan aapke Honto se kahi jaye nahi, aansu aapke ...

Shayari Wishes

By Gaurav Kumar | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Muskan aapke Honto se kahi jaye nahi, aansu aapke palko pe kabhi aaye nahi,
pura ho aapka hur khwab, aur jo pura na ho wo khwab kabhi aaye nahi.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares