umar ki raah mein raste badal jate hain, waqt ki a ...

Shayari Wishes

By kamlesh yadav | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
umar ki raah mein raste badal jate hain, waqt ki aandhi mein insaan badal jate hain, sochte hain tumhe itna yaad na karen,lekin aankh band karte hi iraade badal jaate hain.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares