Saagar me lehron ki tarah aajaao, Baagon me bahar ...

Shayari Wishes

By a..b..c.. d..e..f.. | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Saagar me lehron ki tarah aajaao,
Baagon me bahar ki tarah aajaao,
Raat me chand ki tarah aajaao,
Jo bulaane se aata nahin,
Zindagi me meri uss PYAAR ki tarah aajaao.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares