Sath Dene Ka Bada Vada Kiya Tha, Sikwa Sehne Ka Vada Kiya Tha, Agar Wo Hume Bhulakar Khush Hai To Koi Gham Nahin Kyunki Humne To Unko Khush Rakhne Ka Wada Kiya Tha.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.