Jisse hamne dil mai basa rakha hai, kai dino se us ...

Shayari Wishes

By Preet Silawat | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Jisse hamne dil mai basa rakha hai,
kai dino se usne hume bhula rakha hai,
dil ko aas hai ki yaad karta hoga wo b,
par demaag ne sitam dhaa rakha hai,
aakhir kya khata hui jo usne bhula rakha hai..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares