Khata ho gai to saza suna do, Dil main itna dard ...

Shayari Wishes

By JAYANT | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Khata ho gai to saza suna do,

Dil main itna dard hai wajah bata do.

Dair huie yaad karne main zaroor lekin,

Tum ko bhula denge
Yeh khayal dil se bhula do.... !!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares