Is pyar ka Aandaz kuch aisa hai, kya bataye ki ye ...

Shayari Wishes

By bharat channe | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Is pyar ka Aandaz kuch aisa hai,
kya bataye ki ye Aandaz kaisa hai,
Kon kahta hai ki tum chand jaise ho,
Sach to ye hai ki chand tumhare jaisa hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares