Soch kar uske bare muskarate hai ham, Khud ko hi ...

Shayari Wishes

By bharat channe | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Soch kar uske bare muskarate hai ham,
Khud ko hi kahani sunate hai ham,
Jab bhi yaad karte hai usko,
Sari duniya ko us waqt bhul jate hai ham.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares