Teri yaad main jara Aankhe bhigo lu, Udaas raat ki ...

Shayari Wishes

By Ritesh M Jain | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Teri yaad main jara Aankhe bhigo lu,
Udaas raat ki tanhai main so lu,.
Akele gum ka bojh ab sambhalta nahi,
agar tu mil jaye to tujhse lipat ke ro lu
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares