khushi se dil ko aabad karna.... aur gham ko dil s ...

Shayari Wishes

By kritika tripathi | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
khushi se dil ko aabad karna....
aur gham ko dil se azad karna,
humari bas itni guzarish hai ki,
hume bhi din mein isi tarah YAAD karna!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares