Kaise kahoon ke apna bana lo mujhe Baahon mein apn ...

Shayari Wishes

By dinu | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Kaise kahoon ke apna bana lo mujhe
Baahon mein apni sama lo mujhe
Bin tumhare ek pal bhi ab kat-ta nahi
Tum aa kar mujhi se chura lo mujhe...
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares