Apne aankhon ki bekarari ko ab chipaon kaise Tumhe ...

Shayari Wishes

By mayank sharma | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Apne aankhon ki bekarari ko ab chipaon kaise
Tumhe dhoonde meri nazar inhe rokon kaise
Tera aashiq hun tujhe bataon kaise
Inkaar se tere darta hoon
Bepanaah pyar hai tujse kehdoon kaise…
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares