ab hum unhe kyu yad Karen, ..unhe to koi aur yad k ...

Dard Shayari Wishes

By 9867237753 | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
ab hum unhe kyu yad Karen,
..unhe to koi aur yad karta hai;
ab hum unka intejar kyu Karen,
..unki rah to koi aur dekhta hai;
hum unki or kyu badhe,
..unhe apni mazil to koi aur samazta hai!
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares