Mere rab ne ye karam anokha rakha Di saari khushi ...

Sad Shayari Wishes

By surajojha | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Mere rab ne ye karam anokha rakha
Di saari khushi par tanha rakha.
Toot jata hai har khwab pura hokar,
Isliye maine har khwab adhura rakha.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares