wo na aayi unki yaad aake humse wafa kar gayi unse ...

Sad Shayari Wishes

By Rohit Kumar Jaiswara | Added 13 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
wo na aayi unki yaad aake humse wafa kar gayi
unse milne ki tamanna mano sukun tabah kr gayi
aahat jo hui to socha asar dua kr gai
par darwaja khol kr dekha to majak humse hawa kr gayi
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares