Bhul jana aadat thi unki, yaad rakhna hame bhi gaw ...

Sad Shayari Wishes

By Firoz Shaikh | Added 13 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Bhul jana aadat thi unki, yaad rakhna hame bhi gawara na tha,
Apna saya samajh kar hum chalte the sath jinke, hamara hokar bhi vo hmara na tha..
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares