Vada yaar ne kya khub nibhaya, Muft me zakham-e-da ...

Sad Shayari Wishes

By Diljale*GR* | Added 13 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Vada yaar ne kya khub nibhaya, Muft me zakham-e-dard ka tohfa bhijwaya. Wafa ki misaal aur kya hogi, Maut se pehle hi wo kafan le aaya hai.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares