Bicchad gaye hain jo unka sath kya mangu Zara si u ...

Sad Shayari Wishes

By Diljale*GR* | Added 13 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Bicchad gaye hain jo unka sath kya mangu
Zara si umar hai gum se nijat kya mangu
Woh sath hote to hoti zarurate bhi hme
Akeli jaan k liye kyanat kya mangu.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares