Gamoan ka daur abhi jaari hai, Aaj ki raat bahut b ...

Sad Shayari Wishes

By hayath khanansari | Added 13 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Gamoan ka daur abhi jaari hai,
Aaj ki raat bahut bhari hai,
Dilon ka tutna koi nayi baat nahi,
Aaj meri kal kisi aur ki baari hai.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares