Jab Panchi Sare ur jayin.. Har simat andhera cha j ...

Shayari Wishes

By Abhinit | Added 11 Years Ago, 0 shares
Jab Panchi Sare ur jayin.. Har simat andhera cha jaye, Jab guzri batein yad aen, or bitey lamhe tarpaen, mat tanha tanha ghabrana, tum pas hamare ajana, jab koi din main sham kare, ya lab ki hansi badnaam kare, jab wahshat dil ka naam kare, ya ankh main nend haram kare, mat tanha tanha ghabrana, tum pas hamare ajana, dil preet hamari duhraye, ya reet purani yad aee, jab milne ko bhi dil chahe, Or pyaar bhara na dil pae, mat tanha tanha ghabrana, tum pas hamare ajana...
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Raat Ko Raat Ka Tohfa Nahi Dete,
Phool ko phool ka tohfa nahi dete,
Dene ko hum aapko chaand bhi de sakte hain,
Lekin chaand ko chaand ka tohfa nahi dete.

By Prem # 39
In Shayari Wishes
7 1
3 shares