Yaadai'n jaag jati hain
Barisho'n ke mausam main
Har ghari satati hain
Barisho'n kr mausam main
Shaam bhi,
Chain se nahi kat'ti
Subhai'n bhi satati hai
Barisho'n ke mausam main
Zehen ke jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai'n bheeg jati hain
Baarisho'n ke mausam main