palko pe aake ruk jate hai ye aansu, tanhayi paka ...

Sad Shayari Wishes

By Naresh kumar | Added 16 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
palko pe aake ruk jate hai ye aansu,
tanhayi pakar beh jate hai ye aansu.
Dil to bahut karta hai gam baant lu aapse,
par aapko hasta dekh sookh jate hai ye aansu.
View All Sad Shayari Wishes