dheere dheere mujhe ek naya dard mil gaya,
zindagi mein kiya gum kum thay ek aur mil gaya.
magar ab mene jena seekh liya hai,
gamu se khelna seekh liya hai.
usko chana aa gaya magar mein khud se juda ho gaya,
zindagi ke safar mein akela tha akela ho gaya.