Ghar mom ka pahlay to banaya nahi jata, ban gayay ...

Romantic Shayari Wishes

By piltu | Added 15 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Ghar mom ka pahlay to banaya nahi jata,
ban gayay to sooraj say bachaya nahi jata,
ab tum ho muqabil to mujhay harna hoga,
tum ko to meri jan haraya nahi jata …….
View All Romantic Shayari Wishes