Ulfat mein duniya karti hai humse sawaal, Un sawa ...

Sad Shayari Wishes

By kamal | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Ulfat mein duniya karti hai humse sawaal,
Un sawaalon ke jawaab dena hum jaante hain.
Zamana bey-imaani se jeet bhi gaya to kya,
Haar-ker bhi jeetna hum jaante hain.
View All Sad Shayari Wishes