Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha, Naam ky ...

Shayari Wishes

By roop | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha,
Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi !

Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud,
Roshan hai kitni tez hawaon si zindagi !

Apni tamam shokh adaaon ke bawajud,
Bahla saki na jee mera eek pal bhi zindagi !
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares