Hogi kisi Ki tmanna sitara Ban jane ki, Hmari to chahat hai sitaro ko pane ki koi chahta hoga kisi ke dil me basna, Hmari to Aadth hai her kisi ko dil me bashane ki....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.