Kya batau kisiko kya dard hai seene mein maut aajaye gham nahin....ab kya rakha hai jeene mein gham sharaab se agar pal do pal ke liye rukhsat hojaaye toh ae dost kya harz hai phir peene mein
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.