Kuch kar kay dikha diya, ki kaam bohut hain, Is jahan main jeetnay walay muqaam bohut hain, Mukammal shakhs wahi jo duniya ko badal dalay, Roz mar mitney walay naam bohut hain.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.