agar main door ho jaoon tu palkon ko jhapak daina, agar aansoo giray koi samjh lena k wo hu main.. hathaili samnay rakhna k sab aansoo girain us main, jo ruk jaye ga honton par samjh lena k wo hu main.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.