waqt gujrata raha par sanse thami si thi. muskara rahe the ham par ankho me nami si thi,sath hamare ye jahan tha sarapar na jane kyun tumhari kami si thi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.