Ham wo ishk hai jo dil ban kar dhadakte hai,ham wo khushboo hai jo baho me mahkte hai.hamse pyar na karna ye zalim, ham wo dard hai jo ankho se chhalakte hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.