Bikhri si inn zulfo ko tu apni ungliyo se aake savaar le Mere khwaab mein aa ke mere saath yeh tanha raat guzaar le Hota nahin ab inn meethi yaadon se mera guzaara Marr na jaau kahin iss se pehle mujhe dil se pukaar le
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.