Raah mein na baitho,hawa tang karegi bichrey huay logon ki ada tang karegi toot ke na chaho kisi ko agaz-e-safar mein bichhad jaoge to har ek sada tang karegi.
Shaqsiyat Us Insaan Kii Hoti Hain Jiska Dil Dhadakta Ho, Mein To Aaj Apni Dhadkano Ko Bhi Dil Mein Dabaye Baitha Hoon, Koi Umeed Na Rakhna Muhjh Sei Tum, Main To Dosti Ka Har Ek Farz Bhulayein Baitha Hoon
Ab talak na khul saka mere ru-b-ru hai kaun, Kisse mulakaatein hai or guf-t-gu hai kaun, Taare hai aashmaan pe jaise jameen pe log, Har mukhra chand sa hai magar hu-b-hu hai kaun.
Kahan Hain, Kaise Hain Aur Kis Haal Main Hain Hum Bereham Koi Sawalaat Nahi Karte Hain Ashkon Main Doob Gayi Hain Palkein Aur Phir Zindigi Bhi Band Barasna Yeh Ashq-E-Jazbaat Nahi Karte Hain
Firte rahe hum abbr main, Dhundte rahe hum sath apno k, Koi nahi hai sath mera, Kisse kaheta tamanna apne dil ka, Subha hote he ye chand,taare chhod chale jaate, Tho raat main suraj kirne dena bhul jaate.
Mohabbat-e-Hilaal" Committee ke Mutabiq "Maah-e-February" Ka Chand Nazar Aa chuka hai Lihaza 14th Feb ko "Eid-ul-Ashiqui" Nihayat Ehteram se manaya jayega..
sapne me dekhate the aaj haqikat me paaya, sapne me dekhate the aaj haqikat me paaya; iss me khuda ka kya qusoor, jo tere taqdeer me tha wohi ru-baroo aaya !
Kabhi Zindagi Se Gila Kar K Roye, Kabhi Maut Ki Hum Dua Kar K Roye... Ajab Sila Hai Namaz-e-Ishq Ka Yaroo... Qaza Kar K Bhi Roye Adaa Kar K Bhi Roye....
BHOOLTA LAAKH HOON LEKIN BAR BAR YAAD AATE HAIN AAKHIR TARK-E-ULFAT PAR WO KYUN KAR YAAD AATE HAIN HAQIQAT KHUL GAYI HASRAT TARE TARK-E-MOHABBAT KI TUJHE TOH AB WO PEHLE SE BHI BADH KAR YAAD AATE HAIN.
AGAR MARTE HUE LAB PAR TERA NAAM NA AAYEGA MERA WAISA MARNA MERE KIS KAAM AAYEGA SABSE HIZRAM KI SAKHTI HO TOH HO LEKIN YE KYA KAM HAI KE LAB PAR RAAT BHAR REH REH KAR TERA NAAM AAYEGA.