Tumhari harek bat bewfai ki kahani h Lekin teri harek sans meri zindgi ki nisani hTum ajtak samaj nhi paye mere pyar ko Isliye mere anshu v tumhare liye pani h.
ja bewafa ja humein pyar nahi karna, tanha hi jee lenge hum jab hai tanha marna, ja bewafa ja humein pyar nahi karna, ja bewafa ja humein pyar nahi karna.....
Phir Kab Milenge Yeh Unhone Pucha Nahi Kyu Ho Rahe Hain Juda Yeh Humne Bataya Nahi Kab Unke Aansuo Ne Humko Bewafa Kaha Pata Hi Nahi Bus Woh Waqt Hi Kuch Aisa Tha Jisko Humne Pehchana Nahi…
INSANO KE KANDHO PAR INSAAN JA RAHIEN THE, KAFNO MAIN LIPTE HUE ARMAAN JA RAHIEN THE, JINHE MILI MOHBBAT MAIN BEWAFFAI, VO WAFAKE TALASH MAIN SHAMSHAN JA RAHIEN THE.
Pyar Ke Liye Us Se Izazat Mangi Tute Dilne Bhi Uske Liye Dua Mangi Jane Kya Baat Thi Us Bewafa Me Ki Maine Aakhri Khwaish Me Bhi Us Se Milne Ki Dua Mangi…
Zindagi se pucho ye kya chahti hai, Bas ek dil se wafa chahti hai, kitni masoom or nadaan hai zindagi, khud to bewafa hai aur dusro se wafa chahti hai.
AANKHON MAIN AANSU AAYE NA HOTE, AGAR WOH PICHE MUDKAR MUSKURAYE NA HOTE, HUM TO WESE BHI JAAN BICHA DETE UNKI RAHO MAIN. JO UNHONE BEWAFAI KE JAAL BICHAYE NA HOTE...
KYA KEH DIYA HAMNE KI VO ITNE KHAFA HO GAYE, KAL JO KHATE THE KASME WAFA KI, EK PAL ME BEWAFA HO GAYE, MANAYA BAHUT MINNATEN BHI KI, FIR BHI WO HAMSE JUDA HO GAYE..
Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja,Tumhe apna dil deke tumhara dard liya,Tumhare khel ko me samaj na saka, Tumko bewafa kehne ka kabil na raha...
na to majboori hai, na to majboori hai koi, na koi lachari hai, na to majboori hai koi, na koi lachari hai, Bewafai teri Paidaishi, beemari hai..... <...............................>
Bewafa usko khun to badnam main hota hu, Wafa wo na kre to badnam main hota hu. Main use bhool nhi skta ye sb jante hain, Main use yad na aaun to badnam main hota hu...
<...........................> Ye dekhna hai, Ye dekhna hai, kahani kahan badalti hai, Ye dekhna haikahani kahan badalti hai, abhi talak to wohi bewafai karta hai <.............................>