Jindagi mein aaj yun tanhaai na hoti muskuraate labon pe ghum ki parchaai na hoti jhilmilaate hum bhi mohabbat ki roshni mein agar wafa ke naam pe teri bewafaai na hoti
mana ke bebafwa nikle hum samjha na sake apko zakham jism per hai per bata na sake apko maaf karna mere dost per kismat ne hi majbur kar diya dosti aapse ki aur apko hi rulake dukh de diya
Aap Ne ki Bewaffai Magar Main Abhi Waffa karta hoon Aap Ne ki Bewaffai Magar Main Abhi Waffa karta hoon kahi Aankon mein na aajaye aansu isliye Muskurate rehata hoon
Har aasunoN mein jo baha vo dard tumhara hai, Humne kiya pyar jo tumse to qasoor humara hai, Dil-a-naadan ghalti kar baatha, Ek bewafa sa dil laga baatha..
Patthar Ki pooja kar baithe hum Anjan the Tumhari har Adat aur bewafai se nadan the Tumhi ne bana diya hai hame bejan moorti Warna hum bhi pehle kisi mehfil ki Jaan the
Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya, Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya, Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do, Usne isi bahane Dil hi jala diya...
kanto me haath daale ful todne ko unki raho me bichane ko, jindagi bhar jalte rase unhe roshni dikhane ko, ab wo kahtw he apne bewafai ki, ab aap hi batai kya kahe is jamane ko
mere pyar ko bahkawa samajh liye unhone mere ahsas ko pachhtawa samajh liya unhone m roti rahi unki yaad mein par hasil huya ye ki mujhe he bewafa samajh liya unhone
Zarurat nhi aaj mohabbat ki hame, kal jab thi tab use ghurur tha, Hum hi naye the ishq k shahar me jo na jaan paye, k uska ghar to bewafai k liye mashhur tha.!