Ghazal Quote: Kaha tha tum say...mera intezaar na karna dunya chahey jo k...

Submit SMS & Win 100 Points!

Share your favorite SMS messages, quotes, and greetings. Climb the leaderboard and win Rs 500 every week.

Weekly Prize: ₹500
Kaha tha tum say...mera intezaar na karna
dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna

Aisa ho chuka hai kayee bar pehlay bhi
ab ki bar tum koi bhi sawal na karna

Din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein
wo lamhein wo ratein,unko yaad bar bar na karna

Zindagi tanha hi sahi..kat rahi hai ab tak
kis nay keh diya tha mohabbat ka izhaar na karna
Divya
Sat, Oct 26, 2013
5 views