Zindagi ke daur me hawaao se taalluk rakhna, Dosti ke dauraan me dosto ko yaad rakhna, Hamaari dosti ki khushboo aati rahegi, Tum bas apana mobile khula rakhna.
jo na puch pau wo sawal puchna chahta hu kitna chahte ho aap hme wo bat puchna chahta hu aur ek jawab janna chata hu m aapse kya aap hme sach m dost mante h ye bat sirf puchna chata hu
Dost Pyar Se Bhi Bada Hota Hai, Har Sukh Or Gam Me Sath Hota Hai, Tabhi To Krishna, Radha Ke Liye Nahi Sudama Ke Liye Rote Hai, Kyun Ki Har Ek Friend Zaruri Hota Hai...
Uski Dosti Me Ye Naubat Aa Gai, Thandi Hawa Bhi Hume Jala Gai, Hawa Kehti Hai Tum Yaha Taraste Hi Reh Gaye, Mein Tumhare Dost Ko Chhoo Kar Bhi Aa Gai!!
Dhokha waffa Fareb zamane me reh gaye, Hum Dosti ka Farz Nibhane Me Reh Gaye, Jo saath Chale The wo Aage Nikal Gaye, Hum raste ka patthar hatane me reh Gaye.
Dost ka rutba zindgi mein bahut jyada hota hai, dost ke bina jivan adha hota hai,dost-dost nahi khuda hota hai,mahsus to tab hota hai, Jab vo juda hota hai..
Ankho se ansu gire to woh aankh meri ho , apka dil dhadke par dhadkan meri ho, khuda karay dosti humari itni ghari ho ki road par tu pitay or galti meri HOH
Na khuda dost banata na dosti hoti. Na aap ki yad ati. Na aap ka intezar hota. Dosti ki hai apse sambhal k rakhna. Shishe ki bani hai pathar se dur rakhna. Friendship is very nice. Thanks
Doston ki dosti ne , Dosti me uljha diya, Dost mila unme aisa k jisne pyar jga diya, Fir tod k mera dil, mujhe sari umar rula diya, Bs is tarah mujhe duniya ne dosti aur pyar sikha diya..
Chale jayenge magar yaaden suhani chhod jayenge, Aapke dil me apni nishani chhod jayenge. Kabhi royouge to kabhi muskuraoge, Hum dosti ko vo kahani chhod jayenge
Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho, Dost sachche gar sath ho to roya nahi karte. Jo ho jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai, Gum me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte.
DIL YAAD HUME KABHI KABHI KARTA HOGA DHADKAN BEKABU ROZ NA HOTA HOGA HUMARE TO LAHU MAIN GHULI HEY TERI DOSTI AUR AWAZ WAHA SE AATI HEY TERI WAFAON KI…..
Royegi ye aankhe muskurane ke baad, aayegi raat din dhal jane ke baad, kabhi ruthna na hamse mere dost, shayad ye zindgi na rahe tere ruth jane ke baad.