Shayar voh nahi jo kalam utha liya karte hai, Shayar voh bhi nahi jo tareefo pe jiya karte hai. Shayar toh voh sakhas hote hai, Jo dard ko bhi tadpa diya karte hai…
Dil dhadak rha hai,dhadkan km ho rhi hai, saans leta hu sansen km ho rhi hain, khush ho rha tha main, saal dr saal badh k, ye bhool gya k zindagi km ho rhi hai. .
raat ki nasha me kuch khass hoti hai, khamosh ye pal chupke se sath dete hai, dillwale to bare pyar se khwabo me kho jate hai, aur kisi dard vari dil raat ka shahara ban jate hai...!
Un pyari yado ka ehsash rehne do, Dil aur juban par bas usi ka ehsash rehne do, Ye dastur h meri zindgi ka chahe khud raho udash par dusro ko udash na rehne do
Tufano me jandagi ko panah kaha milti h.anjani rahome rah milti hai.arey,tajmahal banane ka hosla to ham bhi rakhtehai mager wafadar mumtaj kaha milti hai.
Naa rok,ke kismat aazmaane de aaj mujhe, Ladke firse haar jaane de aaj mujhe, Asar apni duaao ka vo rakhta hu mai, Bas ek baar uske saamne haath uthaane de aaj mujhe…
ZINDAGI MEIN HUMESHA KAMI TUMHARI MEHSUS HUI KABHI KAM TOH KABHI JYADA MEHSUS HUI SOCH HI RAHE THE KE KUCH KAHEN TUMSE AUR BAS USSI PAL PICHHLI KAHANI MEHSUS HUI
Bina gum khushi ka pata kaise chalega, Bina roye hasi ka maza kaise milega, Wo jo bhi karta hai,wo hi janta hai, Hum bhi jaan gaye,to use Ishwar kaun kahega!...
jo door hai uski kbhi aas na rakhna,, jo pass hai use hi hamesha khas rakhna,, guzar jayegi zindagi haste haste,, apne dost ki ye advice hamesha yaad rakhna
Tin ke tin ke se basta he, Aashiyana mera Wo puchhte he, kaha he thikana mera Har dil me basta hu, har khwab me sajta hu Har dil ki dhadkan hu, patte patte pe likha he afshana mera
Marke jeene ki tamanna kise nhi hoti, roke hasne ki tamanna kise nhi hoti, kahne ko kah dete hai log jee lenge apno ke bina, lekin apno ki jarurat kise nhi hoti..
Duniya ki is bhid me bhatkta hu akela Jane kis ki talash he is insano ke mele me Ye hawa bhi to chup ke se muje kehti he kano me Koi he jo kahi dur bethi he aankhe bichha ke raho me
Bekhabar ho gaye hai kuch log, Jo humari zarurat tak mehsus nahi karte.. Kabhi bahut baatein kiya karte the humse, Ab khairiyat tak to pucha nahi karte..
"Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki, Bigde rishte na bane to khudai kis kam ki, Beshak apni manzil tk jana h, Par jaha se apne na dikhe wo uchai kis kaam ki
hum khusbu nehi jo kho jayenge.hum wakt nehi jo gujar jayenge,hum mausam nehi jo bdal jayenge.hum to ansu hai, jo khusi me aur gum me hamesa tumhare saath rahenge.
Bekhudi se kabhi kisi ka haq ada nahi hota,Woh juda ho jaate hai magar gum juda nahi hota.Chhor diya hai bich manzil kisi patthar ke sahare,Kaise unhe batayein ki har patthar mein khuda nahi hota!
Kasti k musafir ne smandar nhi dekha, Ankho ko dekha pr Dil k andar ni dekha, Pthar samjhte h mere chahne wale mujhe Hm to mom the kisi ne chukar nhi dekha.
Log pasand dil se nhi.. Chehre se karte hai, Wo dil pe nahi sundarta pe marte hai.. Hm sundar to nhi par dil k saaf hai Isliye bahut kam log hume pasand karte hai..
Kal raat kitab meri skal dekhti rhi,Nind mujhe apni or khichti rhi, Nind ka jhoka mere man ko moh gaya.or 1 raat fir ye honhaar student bina padhe so gaye